Blogger Main Meta Tag kaise add karne ka tariqa
Blogger Main Meta Tag kaise add karne ka tariqa
dosri website ke SEO ke liye meta tag reer ki hadi ki haseeyat rakhta hai isi tarhan blogger website pe bhi meta tag lagana zaroori hota hai blogger per meta tag lagana dosri websites se thora mukhtalif hai . Blogger main meta tag lagane ke liye in steps ko follow kerain . Sab se pehle apne blogger account main login hoon.
1.Go to "Template" --> "Edit HTML" of your blog.
Edit HTML main jane ke baad Cntr (Control) daba ker F ka button press kerain ab neeche diye gay code ko apne HTML codes main FIND kerain
Jub ap apne Blogger template HTML main is uper wali code line ko search ker lain gay to is line ke end per aik enter dain aur is neeche walay code ko paste ker dain .
Ab is uper walay code main description ki jagha apni website ke mutaliq aik do lines likhain keyword ki jagha apni blogger website ke keywords likhain jin par wo google main search ki ja sakay aur AUTHOR NAME HERE ki jagha apna naam likh dain aur is HTML template ko save ker lain bas apka meta tag add ho gaya hai
0 comments:
Post a Comment